
Molana Tariq Jameel Pakistan ke mashhoor alim-e-deen hain jin ka paigham mohabbat, akhlaaq aur insaniyat par mabni hai. Aap ne apni zindagi deen ke liye waqf kar di aur millionon logon ke dilon ko apne pyare andaz-e-bayan se badla.
Unka foundation (MTJ Foundation) gareebon aur talaba ki madad kart hai. Molana Tariq Jameel ka paigham yeh hai ke deen sirf ibadat nahi balki mohabbat aur akhlaaq ka dars hai.
π Molana Tariq Jameel β A Heart-Touching Islamic